About Me ( Ankit Nandgave )



AnkiT NandgaVe | Ankit Badshah


This iS mY (Ankit Nandgave) peRsoNal bLoG....aBouT Motivational Quotes In Hindi, greaT thouGhts, Buddha Thoughts In Hindi, mahaN vichaR, quoTes, Intresting faCts, moTiVatioN, moTivatioNal poeMs, loVe poeMs, Education / StuDy / EXam TiPs & TriCks in hiNdi aS weLL aS iN eNglisH.✍✍✍
I sHare mY creaTiviTy iN this bLoG...
in hiNdi anD enGlisH iN mY oWn woRds✍✍✍




Hello FrieNds, Ap saBhi ka swagat hai BADSHAH MOTIVATION ke .... iss blog Page (About me) par
Mera naam hai Ankit... From Nagpur , Koe mujhe Badshah bolte h, toh koe 'bhai ek kam tha tere se'  ๐Ÿ‘ˆ ye bolte hai.... Badshah mtlb badmashi vala nahi, naahi rahisi wala....❌
Knowledge / kam / skills ka...✔️ vobhi...maine khudne nhi rakha ye nam....muje clg life me mere friends logo ne rakhe..

Farak isse nahi padhta muje.....mujhe hmesha se farak sirf isi baat se padhta hai ki mai khud ko Kya bolta aaya hu jb bhi kbhi lge ki aj so jata kal kruga, ya baad me kruga.....kruga matlb struggle chahe sikhne me ho ya kam me ho...
Aj bata deta hu tab mai khudko hi hmesha affirmations dete aaya hu niche screenshot hai ye 2023 ka hai mai update krte rehta hu ye blog page....


Dosto mai is blog me aj tk jada kuCh likha nahi apne baare me sirf motivational quotes vgre hi share/post krta hu

Par mai chahta hu ki maine jo face kiya hu situations....ekant me/ akelepan me.... Jo koe bhi thoughts aaye ho life me vo sab kuch quotes vgre me share kru.... Main to muje google search engine me apni photo vgre lana tha....taki kisiko mujhe dhundhne me dikkat na ho...


..Yar FrieNds ye Blog meNe jb banaya tha muje yaad hai maine kuCh sikha nahi tha kuch socha nahi tha.....buT maine atleast start kia tha....dhire dhire groW hoTe gYa...DhiRe dhire samajhme aane laga dhire dhire sikhte aya hu abhi bhi sikh   hi rha hu.... Par abhi mai vfx sikh rha hu HOUDINI sidefx soFtware me Qki mujhe FX Artist banna hai....short me bta du fx artist krta kya hai.....๐Ÿค” Movies me jitne bhi effects simulations hote hai particles based, smoke, fire, water, destruction, cloth SIMULATIONS, etc.... Vo sab scratch se create krne ka kam fx artist krta hai..

Intrest to pehlese hi bohot tha kalakari me..... ๐ŸŽจ Par sikhne ka turning point tb aaya.... 
 
Jb ek din mai poster dekha vfx and animation course ka..... Pochtach kiya nagpur shahar me jitne bhi mile sab ko visit kiya..... Pta chala inki sala fees Gnxd  faad hoti h....matlb janedo smjh gye hoge.....

Aage suno fr  koe ek join kiya ab nam nhi leta

Pr  saale Animation /VFX institute wale sirf course cmplt krne me lge rehte... Unko fees se mtlb rehta....bs baaki unko ๐Ÿ”” kuch nahi aata.... 10 15 saal purana unhi ke training se sikh k vhi par bacho ko chutiya banate hai.....outdated versions ke old tools ka jo ki baad me kbhi studios me kaam me nhi aata vo sb ...ha thoda bohot pipeline vgre smjhate hai .....apn ๐Ÿ’ฏ% Galat hai vo log aysa bhi bol nahi skte 

Par janedo unko side me rakhte hai
Mere me thoda alag keeda hai ...... Mai khud se hi sikh rha hu.....bohot vast field hai....isme sikhna khatam nahi hota hai.... Sirf vo course khattak se khatam krte hai....qki unko batches khatam krne hote new batches bharne hote....or amir londo ko lootna unko chutiya banana bs ye sb me mahir hai... Itni fees lete 2.5-3 lakh course k... Par kbhi apne PC's ko update nahi krte....vohi mare hue system me sikhate hai jaha dhang se koe simulation bde mushkil se hota hai...kabhi hota kbhi nahi hota..to kbhi cRaSH ho jaTa....or fir bhaga dete hai...unko pta rehta ki potte log ๐Ÿ”” khud se kuch krne wale hai nahi jitna kuch institute me pdaye utna hi krne me gxNd lg jati unki.....krte hai aysa nahi ki nahi krte kuch .....par baad me vo sb topics hone k baad aaram se. Batti thoda late jalti h ajkal ke students ki..fr tb un faculties ko kuch poochte hai to vo hakaal dete bolte abhi jo chalu hai uska poocho....ya adrak lassan...kbhi bolte ki ye course topic me nhi, salo jb admission lene ke waqt bolte sb a2z bataege pdahayege, baad me pta chalta ki sala inko hi jaruat hai pdhne ki.... Gine chune topic dal diye hai course me....unko sirf utna bata k khatam krna rehta baki kuch nahi ..... Hafte me 3 clx lete h alt days....usme se bhi adhe din faculties gayab rehte grp me NO CLASS TODAY ka msg aa jata....
Muje nahi lgta itna kam tym dena pdta hai ye skill ko sikhne ko....sala usko explore krte krte samj aa gya ki 2 saal bhi kam pdh jate hai dedication se deep knowledge lene me
Pr reality un faculties ko limited hi pta rehta....isiliye to pdane ka job krte hai na...unka mind block ho jata hoga vahi gXnd ghas k... isiliye vo extra tools vgre ya optns , techniques vgre btate nhi...unko khud nhi smjhta .....bichakk jate kuch alg level pooche to....ab isme aysa nahi ki har faculty vaisi rehti...20 me se 2-3 shi bhi rehte....pdane me nhi pr guidance vgre achi de dete

Ye saari baate apn isiliye nikal rhe qki jo bhi is article ko pde to unko smjh me aa jaye
Ki Institutions vgre ki reality baki kisiko nicha nhi dikhana hai apneko.... apneko reality samne rakhna hai.... Apni koe dushmani hai nahi..inlogo se.



Dosto muJe
 Graphic Designs | Motion Graphics |Video Editings|3d Animation | VFX| bohot pasand hai pyar hai.



Maine aj tak jo bhi sikha usme 80% khud se hi sikha abhi bhi sikh hi rha hu hamesha sikhte rhuga....qki ye field hi waisi hai

Meri di hai naam Pranjali hai.. jo mujhe hmesha support krte aayi hai...vo engineer hai...abhi Japan me job kr rhi hai....di ka sapna hai ki koe bdi hollywood movie ke credits me mera naam dekhne ka.... Ye unke liye bda sapna hai.... Par mere liye utna bhi bda nahi....mai kr luga di ka sapna puRa....unhone muje hmesha motivate kiya h mere andr hmesha josh unhone hi bhara hai.... Rakhi vgre ko unko kehta ki mai apne savings se kuch gift lekr rakhuga apke liye
To unke javab bhi mere andr ek urja utpannna krta hai...

Apn to ho jayege ek din ye apneko over confidence to nahi
Par haa apne mehnat par yakeen jarur hai...
Aaj tayar ho rha hu..... Apne tayari pr vishvash hai... 

Mera sapna bda h.... Muje system bnana hai saare artist logo ke liye, jo education+ freelancing + networking+ assets marketplace +etc etc only for artists....all in one systm har garib se lekar amir tk k bacho ki andar ke artist ko bahar lana chahta hu....sikhne se lekar kamane tak ke safar me apna yokdan rakhna chahta hu.... NAGPUR SHEHER KO REPRESENT kr k is sheher me apna alag kaam se pehchan banana chahta hu
Par ye long trm wala hai...qki ye itna asan bhi nahi h....isko tym lgega saal 2 saal 4 saal... lgega par hoga jarur

Qki uske liye bhi muje logo ko jodna pdega....or sabse bdi baat muje experience lena pdega job kr k bde studio's ka, environment ka, field ka, har chiz ka ๐Ÿ’ฏ

Mere mummy, papa ko puri ๐ŸŒŽ duniya ghumana chahta hu... Ye unka nahi mera sapNa hai... Qki jiNhoNe muje duniya dikhaYe...unKo to mai Duniya ghuMa hi saKta hu ๐ŸŒŽ๐Ÿ’ฏ

Ye sab chije to ek na ek din ho jayege ๐Ÿ’ช

Ye sab batane ka kaaran isiliye qki....
Qki muje ye sab kaaran ke wjahh se hi mai har din, har raat khud ko takat deta hu, aage chalte rehne k lie....kabhi rukhne ka mann nahi hota....bs chalte raho aysa lgta....

Dosto Maaf krNa mai bohot dino k baad post likhta hu share krta hu
Aisa dosto isiliye
Qki apne pass jada time nahi rehta
Apn freelancer h apn logo ki har type ki problems solve krte hai chahe projects ho ya or kuch
Full power sey karte hai jo bhi karte hai ✨
Apn hr vo skills sikhre h jo Value add krti ho apne life me ya dusre ke life me,

Har skills me master bhi ban re hai dhire dhire
But ye sab journey me jo efforts lgte h, jo wqt lgta, rato raat nahi hota kuch....
Kai raato ki neend, family , friends, enjoyments, functions, mobile watchtime, etc vgre sab kuch sacrifice krna padhta hai

Jb struggle life me hm kese grow hote h
Ye sare chize share krne k lie h ye Blog
Motivation k lie hai ye blog
Ye apni koe official website nahi hai....
Koe apna official domain nahi h ye


Bs Muje Apne Nagpur sheher me Allrounder Artist Ban kar dikhana hai✨๐Ÿ’ซ๐Ÿ‘‘









BADSHAH_ONLINE_FREELANCING_ALL_RTO_WORK_LISENSE_RC
BADSHAH_ONLINE_FREELANCING




5 Rules for life | BADSHAH MOTIVATION |

ANKIT_BADSHAH____ANKIT_NANDGAVE____BADSHAH_MOTIVATION





ANKIT_BADSHAH____ANKIT_NANDGAVE____BADSHAH_MOTIVATION

ANKIT_BADSHAH____ANKIT_NANDGAVE____BADSHAH_MOTIVATION

ANKIT_BADSHAH____ANKIT_NANDGAVE____BADSHAH_MOTIVATION

ANKIT_BADSHAH____ANKIT_NANDGAVE____BADSHAH_MOTIVATION

ANKIT_BADSHAH____ANKIT_NANDGAVE____BADSHAH_MOTIVATION

ANKIT_BADSHAH____ANKIT_NANDGAVE____BADSHAH_MOTIVATION



ANKIT_BADSHAH____ANKIT_NANDGAVE____BADSHAH_MOTIVATION




























Post a Comment

1 Comments

  1. WARM WELLCOME TO APPROACH
    ๐Ÿ”ฅ๐Ÿ†๐Ÿ”ฅ๐Ÿ†๐Ÿ’๐Ÿ’๐Ÿ’ฏ๐Ÿ’๐Ÿ†๐Ÿ’๐Ÿ†๐Ÿ’๐Ÿ†๐Ÿ’๐Ÿ†๐Ÿ”ฅ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ”ฅ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ”ฅ๐Ÿ†๐Ÿ”ฅ๐Ÿ†๐Ÿ”ฅ๐Ÿ†๐Ÿ”ฅ๐Ÿ†๐Ÿ”ฅ๐Ÿ’ฏ๐Ÿ†๐Ÿ’ฏ๐Ÿ”ฅ๐Ÿ†๐Ÿ’ฏ๐Ÿ’ฏ๐Ÿ’ฏ๐Ÿ†๐Ÿ’ฏ๐Ÿ’ฏ๐Ÿ†๐Ÿ†๐Ÿ”ฅ๐Ÿ†
    Swagat hai MAHARASHTRA NAGPURIANS KA๐Ÿ’ฏ๐Ÿ”ฅ๐Ÿ‘๐Ÿ”ฅ๐Ÿ‘๐Ÿ†๐Ÿ’ฏ๐Ÿ’๐Ÿ’ฏ๐Ÿ’ฏ๐Ÿ’๐Ÿ’ฏ๐Ÿ”ฅ๐Ÿ’ฏ๐Ÿ”ฅ๐Ÿ’ฏ

    24X7 ACTIVE ALL FOR HELP

    ๐Ÿ’ฏ๐Ÿ†๐Ÿ’ฏ๐Ÿ”ฅ๐Ÿ’๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ”ฅ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ”ฅ๐Ÿ”ฅ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ”ฅ๐Ÿ”ฅ๐Ÿ†๐Ÿ†๐Ÿ’ฏ๐Ÿ†๐Ÿ’ฏ๐Ÿ†๐Ÿ’ฏ๐Ÿ’ฏ๐Ÿ†
    My whatsapp/cont no.
    7249827456

    My Email ID:- anknandgave7@gmail.com
    My landing page

    https://badshahmotivation.blogspot.com/p/about-us.html



    Keep consistency
    Keep struggling
    Keep growing
    We aRe Indian's
    We caN do anything
    Donts feel about subscribers
    Just chill and keep sharing ๐Ÿ’ฏ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ†๐Ÿ”ฅ๐Ÿ†๐Ÿ”ฅ๐Ÿ†๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ†๐Ÿ’ฏ๐Ÿ†๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ†๐Ÿ‡ฎ๐Ÿ‡ณ๐Ÿ†๐Ÿ’ฏ

    ReplyDelete

 WARM WELLCOME TO APPROACH
❎But dont share your spam link❎
in my comment box ๐Ÿ’ฌ
Feel free to drop you words ๐Ÿ’ฏ๐Ÿ”ฅ๐Ÿง